• Tidak ada hasil yang ditemukan

namaz ka tareeqa - namaj ka tarika - namaz - muslim prayer - salah -method of salah

N/A
N/A
Protected

Academic year: 2021

Membagikan "namaz ka tareeqa - namaj ka tarika - namaz - muslim prayer - salah -method of salah"

Copied!
6
0
0

Teks penuh

(1)

NAMAAZ KA TAREEQA

FARZ NAMAAZEIN:

2 RAKAAT FARZ (FAJAR)

1 st RAKAAT

Pehlay niyyat karien : (innee wajjahtu…….)2 rakaat namaaz FARZ FAJAR ki

ada karta/karti hoon, Allaah kay waastay muuh mera kaaba shareef ki taraf

Phir TAKBEER kahein : Allaahu akbar (takbeer kehkar haat baandlay

aur………)

Phir SANA padhein (Subhaana kal’laa hum’ma……… jad’duka wa laa

e laaha ghai-ruk)

Uskay baad TA’AWUZ (A'oozu bil laahi minash shaitaan nir rajeem) aur

TASMIYAH (Bismil’laah hir rahmaan nir raheem) padhein

Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE

FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah

Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir doosri rakaat kay liye khaday

hojaaye) 2 nd RAKAAT

Pehlay TASMIYA padhay

Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein

Uskay baad TASHAHUD padhay aur DUROOD E IBRAHEEM padhay aur aakhir

mein DUA E MASOORAH padhkar SALAAM phairein dono taraf (END)

4 RAKAAT FARZ (ZOHAR / ASAR / ISHAAN)

1 st RAKAAT

Pehlay niyyat karien : (innee wajjahtu…….)4 rakaat namaaz FARZ ZOHAR ki

ada karta/karti hoon, Allaah kay waastay muuh mera kaaba shareef ki taraf

Phir TAKBEER kahein : Allaahu akbar (takbeer kehkar haat baandlay

aur………)

Phir SANA padhein

Uskay baad TA’AWUZ aur TASMIYAH padhein

Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE

FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah

Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir doosri rakaat kay liye khaday

hojaaye) 2 nd RAKAAT

Pehlay TASMIYA padhay

Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE

FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah

Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein

Uskay baad TASHAHUD padhay aur (phir teesri rakaat kay liye khaday

hojaaye) 3 rd RAKAAT

Uskay baad TASMIYAH padhein

Phir sirf SURE FATIHA padhay

Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir chouthi 4 th rakaat kay liye

(2)

4 th RAKAAT

Pehlay TASMIYA padhay

Phir sirf SURE FATIHA padhay

Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein

Uskay baad TASHAHUD padhay aur DUROOD E IBRAHEEM padhay aur aakhir

mein DUA E MASOORAH padhkar SALAAM phairein dono taraf (END)

3 RAKAAT FARZ (MAGHRIB)

1 ST RAKAAT

Pehlay niyyat karien : (innee wajjahtu..)3 rakaat namaaz FARZ MAGHRIB ki

ada karta/karti hoon, Allaah kay waastay muuh mera kaaba shareef ki taraf

Phir TAKBEER kahein : Allaahu akbar (takbeer kehkar haat baandlay

aur………)

Phir SANA padhein

Uskay baad TA’AWUZ aur TASMIYAH padhein

Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE

FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah

Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir doosri rakaat kay liye khaday

hojaaye) 2 nd RAKAAT

Pehlay TASMIYA padhay

Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE

FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah

Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein

Uskay baad TASHAHUD padhay aur (phir teesri rakaat kay liye khaday

hojaaye) 3 rd RAKAAT

Uskay baad TASMIYAH padhein

Phir sirf SURE FATIHA padhay

Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein

Uskay baad TASHAHUD padhay aur DUROOD E IBRAHEEM padhay aur aakhir

mein DUA E MASOORAH padhkar SALAAM phairein dono taraf (END)

SUNNAT NAMAAZEIN

4 RAKAAT SUNNAT (ZOHAR / ASAR / ISHAAN SAY PEHLAY KI)

1 st RAKAAT

Pehlay niyyat karien : (innee wajjahtu.) 4 rakaat namaaz SUNNAT ZOHAR ki

ada karta/karti hoon, Allaah kay waastay muuh mera kaaba shareef ki taraf

Phir TAKBEER kahein : Allaahu akbar (takbeer kehkar haat baandlay

aur………)

Phir SANA padhein

Uskay baad TA’AWUZ aur TASMIYAH padhein

Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE

FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah

Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir doosri rakaat kay liye khaday

hojaaye) 2 nd RAKAAT

(3)

Pehlay TASMIYA padhay

Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE

FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah

Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein

Uskay baad TASHAHUD padhay aur (phir teesri rakaat kay liye khaday

hojaaye)

3 rd RAKAAT

Uskay baad TASMIYAH padhein

Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE

FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah

Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir chouthi rakaat kay liye khaday

hojaaye) 4 th RAKAAT

Pehlay TASMIYA padhay

Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE

FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah

Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein

Uskay baad TASHAHUD padhay aur DUROOD E IBRAHEEM padhay aur aakhir

mein DUA E MASOORAH padhkar SALAAM phairein dono taraf (END)

2 RAKAAT SUNNAT AUR NAFIL (FAJAR SAY PEHLAY / ZOHAR ,MAGHRIB AUR

ISHAAN KAY BAAD)

(2 RAKAAT SUNNAT AUR NAFIL KA TAREEQA FAJAR KI FARZ NAMAAZ KI HI TARAH HAI SIRF NIYYAT MEIN SUNNAT YA NAFIL KA KEHNA CHAHIYE AUR USI TARAH NAMAAZ E TAHAJJUD , ISHRAAQ , TARAWEEH KA BHI YEHI TAREEQA HAI SIRF NIYYAT BADLAYGI)

VITAR KI NAMAAZ 3 RAKAAT (ISHAAN KAY FARZ AUR SUNNAT KAY BAAD) 1 st RAKAAT

Pehlay niyyat karien : (innee wajjahtu…….)3 rakaat namaaz VITR ki ada

karta/karti hoon, Allaah kay waastay muuh mera kaaba shareef ki taraf

Phir TAKBEER kahein : Allaahu akbar (takbeer kehkar haat baandlay

aur………)

Phir SANA padhein

Uskay baad TA’AWUZ aur TASMIYAH padhein

Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE

FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah

Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir doosri rakaat kay liye khaday

hojaaye) 2 nd RAKAAT

Pehlay TASMIYA padhay

Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE

FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah

Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein

Uskay baad TASHAHUD padhay aur (phir teesri rakaat kay liye khaday

(4)

3 rd RAKAAT

Uskay baad TASMIYAH padhein

Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE

FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah

Aur suray kay baad TAKBEER kehkar haath kaano tak uthakay phir baandh

lay aur DUA E QUNOOT padhay aur uskay baad

Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein

Uskay baad TASHAHUD padhay aur DUROOD E IBRAHEEM padhay aur aakhir

mein DUA E MASOORAH padhkar SALAAM phairein dono taraf (END)

****NOTE:****MAZEED TAFSILAAT KAY LIYE ULEMA

(AALIM) SAY POOCHAY

XEROX AND DISTRIBUTE FOR ENDLESS REWARD

AZKAAR E NAMAZ

NIYYAT: in’nee waj’jah tu wajhiya lil lazee fataras samaa waati wal arza haneefav wamaa a’na minal mushrikeen.

SANA : Subhaana kal’laa hum’ma wabi hamdika wa tabaara kasmuka wata aa’laa jad’duka wa laa e laaha ghai-ruk.

TA'AUWUZ: A'oozu bil laahi minash shaitaan nir rajeem

TASMIYA: Bismil’laah hir rahmaan nir raheem. TAKBEER: Allaah hu akbar

RUKOO KI TASBEEH: Subhana rab’bi yal azeem. SAJDE KI TASBEEH: Subhana rab’bi yal aa'laa. TASMEE: Sami al’laahu liman hamidah. TAHMEED: Rab’banaa lakal hamd.

TASHAHUD: At tahi yaatu lil laahi was sala waatu wat taiyi baat.

As salaamu alaika ay’yuhan nabiy’yu wa rahmatul lahi wa bara kaatuh. As salaamu alainaa wa a’laa ibaadil laahis saaliheen.

Ashadu al laa e laaha il’lal laahu wa ash hadu an’na muham’madan abduhoo wa rasooluh. DUROOD E IBRAHEEM (i): Allahum’ma sal’li a’laa muham’madiw wa a’laa aa'li muham’mad. Kama sal laita a’laa ibraaheema wa a’laa aa’li ibraaheema in’naka hameedum majeed.

DUROOD E IBRAHEEM (ii): Allahum’ma barik a’laa muham’madiw wa a’laa aa’li muham’mad. Kama barakta a’laa ibraaheema wa a’laa aa’li ibraaheema in’naka hameedum majeed.

DUA E MASOORA: Allahum’ma in’nee zalam tu nafsee zulman kaseerav walaa yagh firuz

zunooba il’laa anta faghfirlee magh firatam min indika warhamnee in’naka antal ghafoorur raheem. SALAAM: As-salaamu alaikum wa rahmatul’laah.

DUA E QUNOOT: Allahum’ma in’naa nasta ee'nuka wa nastagh firuka wa numinu bika wanata wak’kalu aliaka wa nusnee aliakal khair. Wa nash kuruka walaa nakfuruka wa nakh la'oo wanat ruko mai yafjuruk. Allahum’ma ey’yaaka na'budu walaka nusal’lee wa nasjudu wa elaika nas'aa wa nah fidu wa narjoo rahmataka wa nakhshaa azaabaka in’na azaabaka bil kuf’fari mul hiq. RAKATS OF DAILY PRAYERS * = SUNNAT E MOAKEDA

(5)

NAMAZ SUNNAT FARZ SUNNAT SUNNAT NAFIL VITR NAFIL TOTAL FAJAR 2* 2 - - - - - 4 ZOHAR 4* 4 2* - 2 - - 12 ASAR 4 4 - - - - - 8 MAGHRIB - 3 2* - 2 - - 7 ISHA 4 4 2* - 2 3 2 17 JUMA 4* 2 4* 2* 2 - - 14

A’OOZU BIL LAHI MINASH SHAITAAN NIR RAJEEM - BISMILLA HIR RAHMAN NIR RAHEEM. SURE FATIHA : Al hamdu lil laahi rab’bil aa’lameen. Ar-rahman nir raheem.

Maaliki yaumid deen. Ey’yaaka na budu wa ey’yaaka nasta’een. ihdinas siraatal mustaqeem. Siraatal lazeena an amta alaihim. Ghairil maghzoobi alaihim walaz zaal’leen. (Ameen)

SURE KAUSAR : in’naa a’tainaa kal kausar. Fasal’li lirab’bika wanhar. in’na shaani a’ka huwal abtar.

SURE IKHLAAS : Qul hu wal laahu ahad. Allah hus samad. Lam-yalid Walam youlad .Walam ya kul lahoo kufuwan ahad.

(6)

Referensi

Dokumen terkait

The 3 rd International Conference and Workshop On Basic and Applied Sciences (ICOWOBAS 2011). Surabaya, Indonesia Sep-11

1) memeriksa data yang telah digunakan dari novel Bidadari-Bidadari Surga karya Tere Liye; 2) menyusun hasil pemeriksaan data, 3) mengklasifikasikan tokoh dan penokohan

– 3rd GHSA Steering Group Meeting in Rotterdam, 13 October 2016, on the margins of the 3 rd

The indicator is 1 Halal food and beverage offered in tourist sites/places were clean, safe, and hygienic 2 Availability of Halal food in tourist places 3 Halal food providers in

IMCoSS THE THIRD INTERNATIONAL MULTIDISCIPLINARY CONFERENCE ON SOCIAL SCIENCES 5 - 7 JUNE 2015 3 rd BANDAR LAMPUNG UNIVERSITY INDONESIA PROCEEDINGS ISSN : 2460-0598 Hosted by :

Experimental | The 3 rd Pole Drakensberg Marion Island Western DML Active periglacial landforms & effects Frost sorting, thúfur, sorted and non-sorted polygons, solifluction

167 IIUM JOURNAL OF EDUCATIONAL STUDIES, 10:1 2022 Table 2 Table 3 The Letter ك and Fathah p.1 Combine ن and the Previous Letter p.14 The IFTaR method applied solid